Aadhaar Card कैसे Download करे 2022- E Aadhar download 2022

Download Aadhar Card pdf 2022: Aaj Ke Time Me Aadhaar Card Ek Sabse Bada Identification Proof Ban Chuka Hai.Aaj Hame Kuch Bhi Kaam Ho Toh Aadhar Card Ki jarurat Padti Hai, Jaise Bank Me Account Open karwana Ho, Online Form Fillup Karna Ho Etc Har Ek Public Sector Me Hame Aadhar Card Ki jaruarat Padti Hai. Kya Aapne Apna Aadhar Card Banwa Liya Hai But Kisi Reason Ki Wajah Se Abhi Tak Aapka Aadhar Card Aapke Diye gaye Address par Nahi Aaya To Aise Me Aap Kya karege?? Aaj Mai Aapko Batauga Ki Aap Ghar Baithe Apne Mobile Se Aadhar Card Kaise Download Kare?

Aadhaar Card Kaise Download Kare 2022? E Aadhar card download in 2022

Aadhar Card Government Ke Dwara Provide Kiya Gaya Ek Identity Proof hai. Aadhaar Number या आधार कार्ड एक 12 अंको का नंबर होता है जिसे  Hum UID (Unique Identity Number) Kahte Hai, Is UIDAI Number Me इंडियन लोगो का Biometric और Demographic डाटा Feed होता है, Aur यह डाटा UIDAI Ke द्वारा Collect Kiya जाता है|

Aadhar Card Kaise Download Kare Mobile se

UIDAI (Unique Identification Authority of India ) Ki Shuruvat जनवरी 2009 में Indian Government Ke  द्वारा Ki Gayi Thi. Present Time Me Aadhar Card UIDAI Ke Jariye Government Ke Paas Hamara Sara Data Available Hai.


Aadhar Card Download Karne Ke Liye Aapko Kya-2 Chahiye??

Agar Aap Aadhar Card Ko Download Karna Chahte Hai Toh Uske Liye Aapke Pass Kuch Required Chije Honi Chahiye, Jo Ki Kuch Is Tarah Se Hai.

  • Ek Android Mobile Ya Laptop/Pc
  • Internet Connection
  • Aapne Jo Mobile No Aadhar Card Banwate Time Dala Tha, Wo Mobile No Aapke Pas Hona Chahiye.
  • Aapke Pas UID Unique Identity Ya Aadhar Card Number Jise Kahte hai, Wo Hona Chahiye
  • Ya To Aapke Pas EID Enrollment ID Honi Chahiye. EID Woh Hoti Hai, Jab Aapne Apna Aadhar Card Banwaya Tha Toh Jo Sleep Mili Thi Usme Enrollment Id Likhi Hui Hai, Wo Honi Chahiye.
  • Agar UID Ya EId Nahi Hai To Aapke pas VID Virtual Identification No Honi Chahiye, Tabhi Aap Aadhar Card Ko Online Download Kar Sakege.

Aadhar Card Download करने के Various Methods in 2022:-

Aap Apne Aadhar Card Ko 3 Methods Se Aasani Se Download Kar Sakte Hai, Aaiye Jante Hai Woh Methods Kya Hai.

  • UID (Unique Identity) Jise Aadhar Number Kahte Hai.
  • EID (Enrollment Identity) Jo Ki Aadhar Banwate Time Sleep Di Gayi Thi Usme Jo Number Hota Hai Uske jariye.
  • VID (Virtual Aadhar Card) VID Ko Security Point Of View Se Banaya Gaya Hai, Ye Ek Virtual ID No 16 Digit Ka Hota Hai.

Aadhar Card Kaise Download Kare? आधार नंबर द्वारा Aadhar Card डाउनलोड कैसे करें 

Aadhar Card Ko Online Kis Tarah Se Download kare Aaiye jante Hai. Mai Aapko Aadhar Card Download karne Ke 2 Methods Batauga,To Aaiye Janate Hai Ki Aadhar Card Ko Kaise Nekale?

UID Se Aadhar Card Kaise Download Kare?

Laptop/PC Se Aadhar Card ko Download Karne Ke Liye Kuch Simple Steps Ko Follow Kare.

STEP:-1 Sabse Pahle Aadhar Card Ki Official Website UIDAI Par Jaye Click It:- UIDAI

STEP:2 Ab Aapko Niche Left Side Me Download Aadhar Par Simply Click Karna Hai

uidai website

STEP:3 Ab Yaha Aapko Apne Aadhar Card Ki Details ko Fillup Karna Hai, Aaiye Jante Hai Ki Kaise?enter details

  • I Have:- Yaha Aapko 3 Options Milte Hai. Aadhar, VID Aur Enrollment Id. Aapke Pas Agar Aadhar Number Hai To Aap Aadhar Ko Select kare Ya Phir Agar Aapke Pas VID Means Virtual Id hai To VID Ko Select kare, ya Phir Aapke Pas Enrollment Id hai To usko Select kare. Matlab Aapke Pas Jo Hai Use Select kare.
  • Select your Preference:- Yaha par Aapko Regular Aadhar Ko Select karna hai.
  • Enrollment Id/Aadhar No/VID:- Yaha Apna 12 Digit ka Aadhar Card No Ko Fillup Kare.
  • Name:- Apna Pura Naam fillup kare, Jaisa Aapke Aadhar Card Me Hai.
  • Pin Code:- Apne Area ka Pin Code Fillup Kare.
  • Enter Security Code:- Caphcta Code fill Kare.

Sari Details ko Fill Karne Ke Baad Request OTP par Simply Click Kare.

STEP:4 Ab Aapko Terms And Condition ko Agree Karna Hai. Simply I Agree par Click Kare.conditions

STEP:5 Ab Aapke Aadhar Card Se Link Registered Mobile Number Par Ek OTP Message Send Kiya Gaya hai, Aapko Is OTP Message Ko fillup Karna hai. Bus Simply Confirm par click Kare.

otp menu

STEP:6 Apne Mobile No Par Jo OTP Message Aaya Hai, Usko Fillup Kare Aur Download Aadhar Ke Option Par Simply Click kare.otp fill

STEP:7 Ab Aapka Aadhar Card Download Ho Raha Hai.aadhar download

STEP:8 Congress Aapka Aadhar Card Successfully Download Ho Chuka Hai, Ab Apne Aadhar Card ko Open Kare, Open Karne Ke Liye Password Dale.aadhar open

Aadhar Card PDF का Password कैसे पता करे:-

STEP:9 UIDAI Ne Aadhar Card Ki Security Update kar Di hai, Pahle Aapke Area Ke Pin Code Se Aapka Aadhar Card Open Ho jata Tha But Ab Aapka Aadhar Card Aapke Naam Aur Date Of Birth Se Open Hoga, Aaiye jante hai Kaise.?instruction of aadhaar card

Note:- Aapko Apne Aadhar Card Ko Open karne Ke Liye Apna Naam K Aage Ke 4 Word Type karne Padege Aur Ye 4 Word Capital Me Type kare, Uske Baad Aapko Apni Date Of Birth Type Karni Hogi tabhi jakar Aapka Aadhar Card Open Hoga.

Example Dakhe: Agar Aapko Naam Suresh hai To Aap Type Kare Capital Letter Me SURE \Aur Uske Baad Apni date Of Birth ko Type kare Jaise Aapko Date Of Birth 1994 Hai.

Password Hoga:- SURE1994

1:-Aadhar Card Ka Password Kewal 8 Character Ka Hi Hoga, Jisme Pahle 4 Later Aapke Naam Ke Hoge Aur Baki 4 Laters Aapki Date Of Birth Hogi. Jaise Ki Mera Naam Deepesh hai Aur Meri Date Of Birth ka Jo Year Hai Wo 1995 Hai To Mere Aadhar card ka Password Hoga DEEP1995. Aur Ye Leters Hamesa Capital Leters Me Hi Aap Type Karege Tabhi Jakar Aap Apne Aadhar Card Ko Open kar payege.

2:-Suppose Aapka First Name 3 Letters Ka Hai Like Raj Kumar To Aise Me Aapko Ek Letter Last ka Likhna Hoga. Example:- RAJK1996

3:-Agar Aap Surname Nahi Likhte hai, Aur Aapka Naam Bhi 3 Letters Ka Hai Toh Aap Apne Aadhar password Me RAJ1996 Type karke Use Open kar Sakte Hai.

STEP:10 Bus Aapka Aadhar Card Successfully Download ho Chuka Hai, Aur Ye Aadhar Card Har Public Sector Me Maanay Hoga.

Toh Aaj humne Seekha ki Hum Apne Aadhar card Ko Kaise Download kar Sakte Hai.

VID Se Aadhar Card Kaise Download करे? VID Aadhar Card download 2020?

VID Virtual Id Se Aadhar Card ko Download Karne Ke Liye Kuch Simple Steps ko Follow Kare.

STEP:1 VID Se Aadhar Card Ko Download Karne Ke Liye Sabse Pahle Aapko Apni VID Virtual Aadhar Id Generate Karni Padegi, To Aaiye VID Ko Kaise Generate kare Usko Jante Hai. VID generate karne Ke Liye Aapko UIDAI Ki Official Website par Jakar Virtual Id VID Generator Par Click Karna Hoga Click It:-UIDAI Website

virtual id generate

STEP:2:- Ab Aapko Apna Aadhar Card Number Fill Karna Hai Aur Enter security Code Ko Fillup karke Jaise Hi Ok karege Aapke Aadhar Card Se Link Mobile No Par Ek OTP Message Aaye Aapko Us OTP Message Ko Enter OTP Ke Box Me Fill Karke Generate VID Ko Select karke Simply Submit Ke Button Par Click Karna Hai.

generating vid foe aadhar

STEP:3 Submit Par Click Karte Hi Aapko Screen Par Show Hoga Ki Congratulations Your VID Successfully Generated And Send To Your Registered Mobile, Means Ki Aapke Registered Mobile Par Aapki VID Virtual Send Kar Di Gayi Hai, Ab Is VID Ki Help Se Hum Aadhar Card Ko Aasani se Download Kar Sakte Hai.

vid generate successfully

STEP:4:- Virtual ID Se Aadhar Card Ko Download Karne Ke Liye Download Aadhar Par Click kare.

uidai website

STEP:5:- Ab Aapko Apne Aadhar Card Ki Details ko Fillup Karna Hai, Aaiye Jante Hai Ki Kaise?

 

  • I Have:- Yaha Aapko 3 Options Milte Hai. Aadhar, VID Aur Enrollment Id. Aapke Pas Agar Aadhar Number Hai To Aap Aadhar Ko Select kare Ya Phir Agar Aapke Pas VID Means Virtual Id hai To VID Ko Select kare, ya Phir Aapke Pas Enrollment Id hai To usko Select kare. Matlab Aapke Pas Jo Hai Use Select kare. Yaha Par Hum VID Virtual Id Ko Select Kar Rahe Hai.
  • Select your Preference:- Yaha par Aapko Regular Aadhar Ko Select karna hai.
  • Enrollment Id/Aadhar No/VID:- Yaha Apna 16 Digit ka VID Virtual Id No Jo Ki Aapke Mobile Par Aaya Hai Us Ko Fillup Kare.
  • Name:- Apna Pura Naam fillup kare, Jaisa Aapke Aadhar Card Me Hai.
  • Pin Code:- Apne Area ka Pin Code Fillup Kare.
  • Enter Security Code:- Caphcta Code fill Kare.

Sari Details ko Fill karne Ke Baad Request OTP par Simply Click Kare.

STEP:6 Ab Aapko Terms And Condition ko Agree Karna Hai. Simply I Agree par Click Kare.conditions

STEP:7 Ab Aapke Aadhar Card Se Link Registered Mobile Number Par Ek OTP Message Send Kiya Gaya hai, Aapko Is OTP Message Ko fillup Karna hai. Bus Simply Confirm par click Kare.

otp menu

STEP:8 Apne Mobile No Par Jo OTP Message Aaya Hai, Usko Fillup Kare Aur Download Aadhar Ke Option Par Simply Click kare.otp fill

STEP:9 Ab Aapka Aadhar Card Download Ho Raha Hai.aadhar download

STEP:10 Congress Aapka Aadhar Card Successfully Download Ho Chuka Hai, Ab Apne Aadhar Card ko Open Kare, Open Karne Ke Liye Password Dale.aadhar open

STEP:11 Aapka Aadhar Card Successfully Download ho Chuka Hai, Aur Ye Aadhar Card Har Public Sector Me Maanay Hoga.

Aadhaar Toll-Free Phone Number

Aadhar Card Toll-Free Numbers 1947 or 1800 300 1947 which operates 24×7 All 365 Days of The Year. aadhar help line no

Read This Article:-

About The Post:-

Aaj Ki Is Post Me Maine Aapko Bataya Ki Aap Online Aadhar Card Kaise Download Kare? Aadhar card download by name and date of birth की पूरी जानकारी आज मैंने आप सभी के साथ share की। अगर आपको e aadhar card download करने मे भी परेशानी आए तो आप मुझसे Contact कर सकते है।

मैं उम्मीद करता हु की ये आर्टिक्ल आपको  पसंद आया होगा, अगर आपको ये आर्टिक्ल पसंद आया तो इसको सोशल मीडिया पर अपने दोस्तो के साथ जरूर से शेयर कीजिए, जिससे उनको भी ये जानकारी प्राप्त हो सके।

इस Article को पढ़ने के लिए धन्यवाद! Technical Cube मे दुबारा Visit करे

Leave a Comment