Dosto! Aapne Digilocker ka Naam To Kahi Na Kahi jarur Suna Hoga, Agar Apne Digilocker Par Account Create Kiya Hai Aur Aap Apna Username Aur password Ko Bhul Chuke Hai to Aisi Condition Me Aapko Apna Digilocker Ka Username Aur Password Reset karna Padega, But Aaj Mai Aapko Aisa tarika Bata raha Hu Jiske Jariye Aap Bina Username Aur password Ke Digilocker Me Aasani Ke Sath Login Kar Sakte Hai,
Jaise Ki Aap Janate Hai Ki Digilocker Government Ke Jariye Provide Ki Hui Digital Locker Seva hai Jisme hum Apne Sabhi Important Documents ko Online Store Karke Rakh Sakte Hai, Aur Kahi par Bhi Apne Apne Documents Ko Dakh Sakte hai, Use Kar Sakte Hai.
- Digilocker Kya Hai? Account Kaise Banaye Simple Tarika
- Digibank Me Account Kaise Open Kare
- Axis Bank Me Zero Balance Account Kaise Khole?
बिना UserName & Password के DigiLocker में Login Kaise करें?
Username Aur Password Ke Bina Digilocker Me Login Karne Ke Liye Kuch Simple Steps Ko Follow kare.
STEP:1- Sabse Pahle Aap Digilocker Ki Official Website Par jaye Click Here:-Digilocker Website
STEP:2- Sign In Ke Button Par Simply Click kare.
STEP:3- Aapke Screen par Sign In To Your Digilocker Account Ka Page Open Hoga, Digilocker Me Bina Username Aur password Ke Login Karne Ke Liye Aapko Apna Aadhar Number Fillup Karna Hoga, Aap Apna Aadhar Card ka Number Fill kare, Aur Verify Par Click kare.
STEP:4- Aapke Aadhar Card Ke Number Me Jo Mobile Number Registered Hoga, Us par Ek OTP Aaye Hoga, Us OTP Ko Fillup Kare Aur Verify OTP Ke Button par Click kare.
STEP:5- Congress! Ab Aap Apne Digilocker Me Aasani Se Login Ho Chuke Hai, Bina Username Aur Password ko Fillup Kiye Bina. Digilocker Hamare Aadhar Card Se Link hai isliye Hame ye facility Milti Hai Ki Hum Aasani Se Apne Digilocker Account me Login kar, Sakte Hai.
Digilocker Account Ka Username Kaise Dakhe?
Agar Aapko Apne Digilocker Account Ka Username Check Karna Hai To Aap Is Procedure Ko Follow kare.
Step:1 Sabse Pahle Aap Digilocker Account Me, Login Kare, Uske Baad Aap Profile option Me jakar Simply Account Setting Par Click Kare.
Step:2 Aapko Aapka Digilocker Ka Username Show Ho Jaega.
Digilocker Account Ka Password Kaise Change Kare?
Agar Aap Apne Digilocker Account Me, Login Hai, Aur Aap Apna Password Change Karna Chahate hai To Simply Is Process Ko Follow Kare.
- Sabse Pahle Aap Apne Digilocker Account Me Login karke Simply Account Setting Par Click kare.
- Ab Yaha Aapko Digilocker Account ka Password Change Karne Ka Option Show Hoga, Aap Apna Digilocker Ka Current Password Enter Kare, Uske Baad New Password Enter Kare Aur Confirm password Karke Simply Change password Ke Option par, Click Kare Aapka Digilocker ka Password Successfully Change Ho Jaega.
- Yaad Rahe Ki Strong Password Hi Create Kare, Jisme Capital Letters Small Letters, number Aur Special Characters ka Mixup ho. Example:- Deepesh765464#@@ Kuch Is Tarah.
Toh is Procedure Ko Follow Karke Aap Aasani Se Apne Digilocker Account me Bina username Aur password ke Login Kar Sakte Hai.
Uses Of Digilocker in 2022?
Digilocker Use karne Ke Kya-2 fayade Hai, Aaiye Discuss kare.
- Digilocker Ki Help Se Aap Apne Doucments ko Aasani Se Upload karke Usko Save Kar Sakte Hai, Aur jarurat Padne par Usko kahi Se Bhi, Kabhi Bhi, Kisi Bhi Laptop/Pc ya Mobile Se Access kar Sakte Hai.
- Aap Digilocker Ki Help Se apne Files, Documents Ko Aasani Se Download Kar Sakte hai, Aur Aapko Ye Chinta Karne Ki jaruart nahi Ki Aapke pas Documents ki Hard Copy Nahi Hai, To Aapka kam Nahi Hoga, Aap Digilocker Se Documents Ko Kahi Bhi Download Karke Apna kaam Kar Sakte Hai.
Read Also:-
- Gas Subsidy Status Online Kaise Check Kare?
- Online Electricity Bill Kaise Jama Kare?
- Online Railway Ticket Kaise Book Kare?
- Online Jobs क्या है? Online Jobs for Students full Information?
- घर बैठे Online Paise kaise kamaye?
About The Post:-
Aaj Ki Is Post me Maine Aapko Bataya Ki Aap बिना UserName & Password के DigiLocker में Login Kaise करें? Sath Hi Sath Maine Ye Bhi Bataya Ki AaApne Digilocker ka Username kaise Pata kare, Aur Apne Digilocker ka Password Kaise Change kare. Umeed karta Hu Aapko Article Acha Laga Hoga.
Aapko Digilocker Se related Article ki Jankari Social Media par Share kare, Jis Se Aur Bhi Logo Tak Ye Information Pahuch Sake.
Bahut Acchi Tarah Se Samjhaya Aapne
Thanks