Instagram Ka Password Kaise Change Kare in 2022 पूरी जानकारी

Aaj Kal Passwords Ko Manage Karna kafi Jada Complicated Ho Gaya Hai, Kyuki Hamare Pas Aaj Facebook, Twitter, Gmai Etc Kafi Sare Multiple Accounts Hote Hai, Jis Se Kabhi-2 hum Apna Password Bhul Jate Hai Kya Aapke Sath Bhi Aisa Hota Hai? Toh Aaj Mai Aapko Ye Hi Batuga Ki Aap Apne Instagram Account Ka Password Kaise Change Kare?

Agar Aap Apne Instagram Account Ka Password Bhul gaye hai To Aap Kuch Hi Minuts Me Apne Password Ko Aasani Se Recover Kar Sakte Hai.Aaj Ke Time Me Instagram Ek Behad popular Social Networking Photo Sharing App Hai, Jisko Lagbhag Har Ek Person Use Karta Hai.

Instagram Ka Password Kaise Change Kare?

Instagram Account Ka Password Change Karne Ke Liye Aap Kuch Simple Steps Ko Follow kare.

STEP:1 Sabse Pahle Aap Instagram App Ko Open kare.

STEP:2 Ab Aapke Samne Forgotten Your Login Details Ka Option Show Hoga, Us Par Simply Click Kare.forget pass

STEP:3 Ab Aap Send SMS Message Ke Option Par Click Kare.send sms

STEP:4 Yaha Aapko Apne Instagram Account Ko Recover Karne Ke  3 Options Milte Hai, Send an Email, Send An SMS Message Aur Login in With Facebook.

Aap In 3 Methods Ke Jariye Apna Instagram Account Ka Password Recover Kar Sakte Hai. Hum Yaha Send An SMS Message ke Jariye password Recover karege To Aap Simply Send an SMS Message Ke Option Par Click Kare.send sms message

STEP:5 Ab Aapke Instagram Account Se Link Number par Ek Password Reset Ka Link Send Kiya Jaega, Jiske Through Aap Apna Password Reset Kar Sakte Hai.mobile no

STEP:6 Ab Aapke Mobile Par Ek Password Reset ka message Aaya Hoga, Aap Simply Is Link Par Click Kare.

clik the link

STEP:7 Ab Aapke Samne New Password Create Karne Ka Option Show Ho jaega, Aap New Password Fill Kare And Again Password Confirm Karke Simply Reset password Ke Option par Click kare.new password type

STEP:8 Ab Aapke Number Par Ek OTP Message Send Kiya Gaya Hoga, Aap Us OTP Message Ko Fillup Karke Simply Log in Ke Option Par Click kare.

otp

STEP:9 Ab Aap Apne Instagram Account ka Password Successfully Change Ho Chuke Hai Aur Aap Ab Is New Password Ko Fillup Karke Apne Instagram Account Me Login Ho Sakte Hai.

Read It:-

Email Se Instagram Ka Password Kaise Recover kare?

Aap Email Option Se Bhi Apne Instagram Account ka password Aasani Se Recover Kar Sakte Hai. Email Ke Jariye Password Recover Karne Ke Liye Kuch Simple Steps Ko Follow kare.

STEP:1 Sabse Pahle Aap Upar Jaisa maine Process Aapko Bataya Hai Usko Again Follow Kare, It Means Aap Instagram App Ko Open Kare.

STEP:2 Aapke Samne Forgotten Your Login Details Ka Ka Page Open Hoga, Us Par Simply Click Kare.forget pass

STEP:3 Ab Aap Simply Send SMS Message Ke Option Par Click Kare.

send sms

STEP:4 Yaha Aapko Apne Instagram Account Ko Recover Karne Ke  3 Options Milte Hai, Send an Email, Send An SMS Message Aur Login in With Facebook.

Yaha Hum Send As Email Ke jariye Apna Instagram Account ka Password Recover Karege, Upar Maine Aapko Send As Message ke jariye Password Ko Change karna Bataya Hai.

email

STEP:5 Aapki Email Id par Ek Link Instagram Ke Taraf Se Aaya Hoga, Aap Apna Mail Check Kare.

email send

STEP:6 Aapki Email Id Par Ek Instagram Ki Taraf Se Email Aaya Hoga, Isme Aapko Niche Side Me Reset Your Instagram Password Ka Option Show Hoga, Aap Us Option Par Click Kare.

check mail

STEP:7 Ab Aapke Samne Change password Ki Menu open Ho Jaegi Aap New Password Enter Kare And Password Ko confirm karke Upar Check Ke Symbol Par Click Kar De.

change password

STEP:8 Ab Aapko Instagram Account Ka Password Successfully Changed Ho Chuka hai. Aap Kisi Bhi Method Email Ya SMS In Dono Hi Methods ke Jariye Apna Instagram Account Ka Password Successfully Change Kar Sakte Hai

Bus Password Ko Change Karne Ke Liye Aapke pas Mobile No Aur Email Id Available Honi Chahiye, Jis Email/Mobile Se Aapne Apna Instagram Account Create Kiya Tha.

Read Also:-

About The Post:-

Aaj Ki Is Post Me Maine Aapko Ye Bataya Ki Aap Apne Instagram Account Ka Password Kaise Pata Kare, Instagram Account Ka Password Bhul Jane Par Aap 2 Methods Se Email/SMS Se Apna password Aasani Se Change Kar Sakte Hai. Agar Aapko Post Achi Lagi Ho To Aap Social media par Isko Share kare.

Thank You For Reading This Article. Keep Visit Again In Technical Cube

7 thoughts on “Instagram Ka Password Kaise Change Kare in 2022 पूरी जानकारी”

  1. बहुत ही अच्छी जानकारी दिए है भाई आपने

    Reply

Leave a Comment