SBI ATM Pin Generate Hindi 2024: Kya Aapka Account SBI Me hai? Kya Aap Aaj Bhi Apne ATM Card Ko Active Karne Ke Liye Bank jate Hai? Kya Aap Aaj Bhi Apne ATM Ke PIN Ko Generate karne Ke Liye Bank Me Jakar Form Fillup Karte hai Aur Ye Wait karte Hai Ki Aapka ATM PIN Kab tak Aaega, Agar Aaj Bhi Aap Ye Sab Process Ko Follow Karte Hai To Aaj Ki ye Post Aapke Liye Bahut Hi Jada Important Hone Wali Hai.Aaj Ke Is Post Me Mai Aapko Ye Batauga Ki Aap Bina Bank Jaye Apne SBI ATM Pin Generate कैसे करे? आइये जाने
State Bank Of India Hame Aisi Facility Provide Karta Hai Jiske Jariye Hum Aasani Se Apne ATM Pin Ko Generate kar Sakte Hai.SBI Ki Facility Kafi Jada Batter hai Kyuki Ham Har Work Online Internet Banking Ke Jariye Aasani Se Kar Sakte Hai, Chahe SBI Ki Ek Barnch Se Dusare Branch me Account Transfer karna Ho, Ya Phir Online Debit Card Apply Karna Ho,Ya ATM Card Ko Online Activate karna Ho. Har Work Ghar Baithe Online Hum Aasani Se Kar Sakte Hai.
SBI ATM Pin Generate कैसे करे? SBI Atm Pin Generate करने का तरीका
SBI Atm Pin Ko Generate Karne Ke Mostly (4 Methods) Hai, Aaiye Janate Hai.
- SBI ATM Pin Generate With SBI internet banking
- SBI ATM card Pin Generate Through SMS
- SBI ATM Pin Generate Through ATM Machine
- SBI ATM Pin Generate Through IVRS Means (Mobile Phone Se)
Aaiye Ek-2 Karke Sabhi Methods Ke Jariye Aapko Batate Hai, Ki Aap Apne SBI Atm Card ka Pin Generate kaise Kare. Follow It
SBI ATM Pin Generate With SBI Internet Banking:-
SBI Atm Pin-Ko Hum Internet Banking Ke Jariye Bhi Aasani Se Generate kar Sakte Hai, SBI Ka Atm Pin Generate Karne Ke Liye Kuch Simple Steps Ko Follow Kare.
STEP:1- Sabse Pahle Aap SBI Ki Official Website Par Jaye, Click Here:-SBI Website
STEP:2- Ab Aap Login Ke Button Par Click Kare.
STEP:3- Continue To Login Option Par Click Karke, Aage Badhe.
STEP:4- Ab Aapke Samne Login Ka Page Show Hoga, Aap Apna Username Aur password Fill Karke Simply Login Ke Button Par Click Kare,
STEP:5- Ab Aapko Upar Ke Side Me e-Services Ka Option Show Hoga, Aap Us e-Services Ke Option par Jakar Click Kare.
STEP:6- Ab Aap ATM Card Services Ke Option Par Jaye.
STEP:7 ATM Pin Generation Par Jakar Click Kare.
STEP:8 Ab Aapko Verification Karna Hoga, Yaha Aapko 2 Methods Milte Hai Aap Jo Chahe Us Method Ko Select karke Validate Kar Sakte Hai. Mai Firhaal Using One Time Password OTP Method Ko Select kar Raha Hu.OTP Par Check kare.
STEP:9 Apke Registered Mobile Number Par Ek OTP Message Send Kiya Gaya Hoga, Us OTP Ko Fillup Karke Submit Ke Button Par Click kare.
STEP:10 Apna Bank Account Number Par Check kare Aur Continue Ke Option par Click kare.
STEP:11 Aapki Screen par ATM Pin Generation Ka Page Open Hoga, Yaha Card Number Ke Option Par Aap Check kare, Jaise Hi Aap Card Number par Check karege Waise Hi Aapka Card Select Ho Jaega, Jiska Bhi ATM Pin Aapko Generate karna Hai.Card Select karne Ke Baad Simply Submit ke Button par Click kare.
STEP:12 Yaha Aapko Apni marji Ke According ATM Pin Ki 2 Digit Fill karna Hai, Aap Koi Bhi 2 Digit ka Number, Jo Bhi Aap ATM Pin Me Rakhna Chahe Wo Fill kare, Aur Simply Submit Ke Button par Click Kare.
STEP:13 Ab Aapke Mobile Par ATM Pin Ke Last 2 Digit Send kiya gaya Hoga Bank Ki Taraf Se, Aap Us Last Ke 2 Digit Aur Aapne Jo 2 Digit Apni Marji Se Generate Kiye The Wo Sabhi Digits Ko Fill kare.
Jaise maine 2 Digit Apni marji Se Fillup Kiye the Aur 2 Digit Bank Ki Taraf Se mujhe Mila SMS ke jariye, Toh Aap 4 Digits Ko Yaha Fillup Kare Aur Submit Ke Button par Click kare.
STEP:14 Ab Aapko SBI Ki Taraf Se Message Show Hoga Ki Aapka ATM Pin Generate Ho gaya Hai, Ab Aap Ek Bar Is ATM Pin Ko ATM Machine me jakar 24 Gante Ke Andar Transaction Kar le Aapka ATM Pin Successfully Activate Ho jaega.
SBI ATM card Pin Generate Through SMS:- SMS के जरिये ATM Pin को Generate कैसे करे आइये जाने?
SBI ATM Card ka Pin Aap Message Ke Jariye Bhi Generate kar Sakte Hai, SMS Ke Jariye ATM Pin Generate karne Ke Liye Steps Ko Follow kare.
Suppose Aapke Pas Internet Connection Available Nahi hai Aur Aap Turant Hi Apne ATM Ka Pin Generate Karna Chahate Hai, Toh Aap Apne Mobile Phone Se SMS Ke Jariye ATM Pin Ko EK Message Send karke Aasani Se Generate Kar Sakte Hai.
SMS Se ATM Pin Ko Generate Karne Ke Liye Ye Procedure Ko Follow Kare.
- Sabse pahle Mobile Ke Message Box Me jakar SMS Create kare. SMS Format Ke Kuch Aisa Hoga.
PIN<Debit Card Ke Last 4 Digits><Account No Ke Last 4 Digits>
SEND To 567676
Example:- PIN Space 7684 Space 7490 Means PIN 7684 7490 Kuch Aisa Format Hoga SMS Ka. Aur Haa Yaad rahe Ki PIN Ke Baad Aapko Space Dena Hai Uske Baad Apna ATM Ke Last 4 Digits ko Type Karna Hai
Uske Baad Again Space Dekar Aapko Apna Account Ke Last 4 Digit Ko Type karna Hai Aur 567676 No Par Semd Kar Dena Hai.
- 567676 Number Par Aapko Send karna Hai, Aapko SMS Ke 3 Rs Pay karne padege, Aur Jo Number Aapka Aapke SBI Bank me Registered Hoga Aap Usi Mobile Number Se SMS Send karege.
- Jaise Hi Aap SMS Send karege, Aapko Bank Ki Taraf Se Ek OTP Send Kiya jaega, Aap IS OTP Ko SBI Ke Kisi Bhi ATM Machine Me Le Jakar Apne Pin Ko Generate Kar Sakte Hai.Aur Ye OTP Jo Aapko Milega Wo only 24 Hours Ke Liye Hi Valid Hoga.
- Agar Aap Apne ATM Pin Ko Change karna Chahate hai To Bahut Hi Aasani Se Aap ATM Machine Ke jariye Apne PIN Ko Change Bhi Kar Sakte Hai.
Aaiye Screenshot Ke Jariye Samajhe Hai,Ki SMS Kaise Send Karege.
SBI ATM Pin Generate Through ATM Machine:- ATM Machine के जरिये पिन Generate करना??
SBI Ka PIN Aap ATM Machine Ke Jariye kaise Generate kar Sakte Hai Aaiye Janate Hai. Follow These Procedure.
Sabse Pahle Aap SBI Ke ATM Machine Me jaye Aur Ye Sabhi Steps Ko Follow Kare.
- ATM Machine Me Apne ATM Card Se Swipe kare Aur Screen Par Aapko ATM Pin generation ka Option Show Hoga, Us Par Click kare.
- Ab Aap Apna Account Number Type kare, Then Next Step me Apna Mobile Number Type Kare.
- Ab Confirm ke Option par Touch Kare, Touch Karne Par Aapke Mobile Number par Ek OTP Aaya Hoga.
- Again Aap Apna ATM Card Ko Swipe Kare, Aur Ab Aap Banking Option Me Jakra Click Kare.
- Next Step Me Language Ko Select kare, Aur Apni Marji Ka 2 Digit Fill karke Yes Ke Option Par Click Kare.
- Ab Jo OTP Aapke Mobile Par Send Kiya Gaya Tha Us OTP Ko Fill Kare.
- Jaise Hi Aap OTP Fill Karege, Aapko ATM Change Pin ka Option Show Hoga. Aap ATM Pin Apni Marji Ke According Change Kar Le.
- Toh Is Procedure Ke Jariye Aap ATM Machine Se Aasani Se PIN Ko Generate Kar Sakte hai, Aur US Pin Ko Change Bhi kar Sakte Hai.
SBI ATM Pin Generate Through IVRS Means (Mobile Phone Call Karke):-
Aap Apne ATM Ka PIN IVRS Means Mobile Se Call karke Bhi Bahut Aasani Ke Sath Change kar Sakte Hai, Aaiye Sabhi Procedure Ko Discuss Karte hai.
- Aapke Bank me Aapka Jo Mobile Number Registered Ho Us Mobile Number Se 18004253800 या 1800112211 Number Par Call kare. Ye Number Toll Free Hai Iska Koi Bhi Charge Nahi Lagega.
- Call Par Aapse Aapka 16 Digit Ka Debit Card Number Pucha jaega, Aap Apna Debit Card Number Type kare.
- Next Step me Aap Apna Account Number Type Kare.
- Ab Aapke Registered Mobile Number Par Ek OTP Aaega, Aap Is OTP Ko Kisi Bhi SBI Ke Atm Me Le jakar Aasani Se Apne PIN Ko Generate kar Sakte hai.
- Yaad Rakhe Ki Ye OTP Only 24 Hours Ke Liye Hi Valid Hoga.
- Aap ATM Machine Se Apne ATM Pin Ko Change Bhi kar Sakte Hai.
So Is Tarah Aap In Procedures Ko Follow karke Apne SBI Atm Ka Pin Aasani Se Generate kar Sakte Hai.
Read More Articles:-
- SBI Anywhere App me Online Registration Kaise Kare?
- SBI ATM Card Block Kaise Kare? Aasan Tarika
- SBI Debit Card Online Apply Kaise Kare पूरी जानकारी जाने?
- SBI Atm Card Kaise Activate Kare पूरी जानकारी जाने?
- Online SBI Account Transfer Kaise Kare पूरी जानकारी जाने.
- Online SBI Account Transfer Kaise Kare पूरी जानकारी जाने.
पोस्ट से संबन्धित सारांश:-
आज के इस पोस्ट मे मैंने आपको बताया कि SBI ATM Pin Generate कैसे करे? How to generate sbi atm pin in atm? SBI Pin Generation के Various Methods को आज मैंने आपके साथ discuss किया।
SBI ATM PIN Generation से सम्बंधित अगर आपको कोई भी Problem हो तो आप मुझे मेल कर सकते है। मैं जल्दी ही आपकी परेशानी को दूर करने की पूरी कोशिश करुगा।
मैं उम्मीद करता हु की ये आर्टिक्ल आपको पसंद आया होगा, अगर आपको ये आर्टिक्ल पसंद आया तो इसको सोश्ल मीडिया पर अपने दोस्तो के साथ जरूर से शेयर कीजिए, जिस से उनको भी ये जानकारी प्राप्त हो सके।
Thanks ,my problm is solved..
Welcome.
Bahut shandar information he new atm pin ko generate karne ki
Thank you brother