Whatsapp 2 Step Verification Enable: Aaj Ke Is Modern And Advance Technology Ki Duniya Mai Security Ek Bahut Bada Issue Ho Gaya Hai? Aaj Internet Par Bahut Log Aapke Personal Data Ko Misuse Kar Sakte Hai, Jiske Liye Aaj Kal Har Ek App Aur Website Me Security Ko Badhane Ke Liye 2 Step Verification Ko Introduced Kiya Gaya Hai? Aakhir Kya Hai Ye 2 Step Verification? Iska Kya Use Hai? Kya Is Ko Use Karne Se Hamari Security Kuch Badh Jaegi? Aise Kai Sare Sawal Aapke Mind Me Jarur Se Aate Hoge.Toh Aaj Mai Aapke Sabhi Sawalo Ke Jawab Duga Aur Ye Bhi Batuga Ki Whatsapp Me 2 Step Verification Ko Enable Kaise Kare.
Present Time Me Shayad Hi Koi Aisa Person Hoga Jo Whatsapp Ko Use Nahi Karta Hoga, Aaj Whatsapp Ko popularity Day By Day Kafi Jada Badh Gayi Hai. But Hum Aksar Apni Personal Data Files, Chats, Personal Photos Sabhi Kuch Whatsapp Par Share Karte Hai Magar Kya Whatsapp Me Security Hai?
Aaj Mai Aapko Whatsapp Me Security Ke Point Of View Se 2 Step Verification Ke Bare Me Batauga Aur Sath Me Ye Bhi Batauga Ki Aap Apne Whatsapp Me 2 Step verification Ko Kaise Enable karke Apne Account Ko Secure Kar Sakte Hai, Toh Aaiye janate Hai.
Whatsapp 2 Step Verification Kya Hai? Aaiye Jante Hai.
Agar Aap Facebook, Gmail, Instagram Etc In Sabhi Ko Use Karte Hai, Toh Aapne Kabhi Na Kabhi 2 Step Verification Ka Naam Suna Hi Hoga. Aur Bahut Sare Logo Ne Shayad 2 Step Verification Ko Use Bhi Kiya Hoga.
Ab Aapke Whatsapp Ki Security Ko High Karne Ke Liye WhatsApp Me Bhi 2 Step Verification Ka Feature Provide Kiya Gaya Hai, Jiske Jariye Aap Apne Account ko Secure And Private Rakh Sakte Hai.
Whatsapp 2 Step Verification Ek Security Ko Behatar Banane Ka Process Hai, Jiske Jariye Hum Apne Account Ko Secure Rakh Sakte Hai.Whatsapp 2 Step Verification Se Humara Data Chori Hone Ki Possibility Kam Ho Jati Hai.
Whatsapp 2 Step Verification Kaise Work Karta Hai?
Aap Ye Soch Rahe Hoge Ki Whatsapp 2 Step Verification Akhir Kaise Work Karta Hai Toh Aaiye discuss Karte Hai.
Whatsapp 2 Step Verification Ko Enable Karte Hi Aapko Sabse Pahle Ise Active karna Hoga, Active Karne Ke Liye Aapko Apni Marji Ka 6 Digit Ka Passcode(PIN) Set Karna Hoga. Jab Aap Apna PIN Set Kar Lege To Aapke whatsapp Me 2 Step Verification Enable Ho Jaega
. Ab Agar Aapke Registered Whatspp Mobile Number Se Koi Whatsapp Account Ko Create Karna Chaega To Wo PIN Passcode Use Se Maga jaega, Jo Ki Sirf Aaapko Pata Hoga. Jab Tak Aap Wo 6 Digit Ka PIN Enter Nahi Karege, Aapka Whatsapp Account Create Koi Nahi Kar Sakta Aapke Siva.
Is Process Se Aapka Whatsapp Account Safe Rahaega Aur Aapka Sara Data, Files, Photos Ko Aapke Siva Koi Aur Dakh Bhi Nahi Sakta Hai Aur Aapka whatsapp Account Secure Jada Rahega.
Whatsapp Me 2 Step Verification Ko Enable Kaise Kare? Step By Step Puri Jankari 2022
Whatsapp Me 2 Step Verification Ko Active Karne Ke Liye Aapko Kuch Simple Steps Ko Follow Karne Padege.
STEP:1 Sabse Pahle Aap Apne Whatsapp Ko Open Kare.
STEP:2 Ab Aapko Right Side Me 3 Dotted Line Show Hogi, Us Par Simply Click Kare.
STEP:3 Ab Aap Setting Ke option Par Simply Click Kare.
STEP:4 Ab Ap Accounts Ke Option Par Click Kare.
STEP:5 Account Par Click Karne Par Aapko 2 Step Verification Ka Option Show Hoga, Aap Us Par Click Kare.
STEP:6 Ab Aapke Screen Par Two-step Verification Ka Page Open ho Jaega, aapko 2 Step Verification Ko Enable Karne Ke Liye niche Enable Ke Option par Click Karna Hoga.
STEP:7 Ab Aapko 6 Digit Ka PIN Create Karna Hai, Yaad Rahe ki Koi Aisa PIN Aap Create Kare, Jo Aapko Aasani Se Yaad Rahe. Aap Apni Marji Ka PIN Fill up karke Simply Next ke Option Par click Kare.
STEP:8 Jo PIN aapne fillup Kiya Tha, Usko ConfirmKarne Ke Liye Ek Bar Again Fillup Kare.
STEP:9 Ab Aapko Apna Email Address Fillup karna Hai, Firhaal Aap Skip Karke Aage Ja Sakte Hai But Email Address Fill Karne Se Fayada Ye Hoga Ki future Me Agar Aap Apna PIN Bhul Jate Hai, To Aap Email Address Ki Help Se Apne PIN Ko Recover Aasani Se kar Sakte Hai. Toh Email Address Fillup Karke Simply Next Par Click Kare.
STEP:10 Email Address Ko Confirm Karne Ke Liye Again Fillup Karke Next Par Click Kare.
STEP:11 Congratulation! Aapke Whatsapp Account Me 2 Step Verification Successfully Enable Ho Chuka Hai, Aap Simply Done Par Click Kare.
STEP:12 Jaise Hi Aap Done Par Click Karege, Aapko Aapki Screen Par Ye Message Show Hoga Ki Aapke Account Me 2 Step Verification Enable Ho Chuka Hai.
Yaha Aapko Apne Account Me 3 Option Dakhne Ko Milte Hai. Pahla Disable, Change Pin Aur Change Email Address. In Options ki Help Se Aap 2 Step Verification Ko Disable Kar Sakte Hai, Change Pin Ke Option Se Apne PIN Ko Change Kar Sakte Hai, Aur change Email Address Ke Option Par Jakar Email Address Ko Aasani Se Change Kar Sakte Hai.
2 Step Verification Ko Kaise Disable Kare?
Agar Aapko Apne Account Me 2 Step Verification Ko Disable Karna Hai To Aap Disable Ke Option Par Jakar Simply Click Kare, Toh 2 Step Verification Successfully Disable Ho Jaega.
2 Step Verification Me PIN Kaise Change Kare?
Agar Aapko Apna 2 Step Verification Ka PIN Change Karna Hai To Aap Simply Change PIN Ke Option Me Jaye Aur Apna 6 Digit Ka PIN Ko Enter Kare, Phir Confirm Karne Ke Liye Again Pin Ko Enter Karke Save Ke Option Par Click kare, Aapka PIN Successfully Change Ho Jaega.
2 Step Verification Me Email Address Kaise Change Kare?
Agar Aapko Apne Account Me 2 Step Verification Ke Liye Email Address Ko Change Karna Hai To Aap Simply Change Email Address Ke Option Me Jaye. Aur Jo New Email Address Ho, Usko Fill Karke Then Again Email Address Ko Confirm Karke Save Ke Button Par Click Kare Aapka email Address Successfully Changed Ho jaega.
Toh Is Tarah Humne Aaj Apne Whatsapp Ke Account Me 2 Step Verification Ko Enable Kaise Kare, Woh Seekha Aur Sath Me Ye Bhi Seekha Ki 2 Step Verification Ko Disable Kaise Kare, PIN Email Address Ko Kis Tarah Se Changed Kare.
Whatsapp 2 Step Verification Active Karne Par Ye Message Kyu Show Hota Hai?
Kabhi-2 Jab Hum Apne Whatsapp Ko Open Karte Hai Toh Hame Screen Par Enter Your Two-Step Verification PIN Ka Ek Dialog Box Ka Message aata hai, Aur Waha Par Humse Hmara 2 Step Verification Ka PIN WhatsApp Humse Enter Karne Ko Bolta Hai.
Jab Hum Apna 2 Step Verification PIN Enter Kar Dete Hai To Hamar Whatsapp Open Ho Jata Hai? Akhir Aisa Kyu Hota Hai? Kya Aap Janana Chahate Hai, Toh Aaiye Janate Hai.
Hame Kabhi-2 Whatsapp Islie Aisa Message Show karta Hai Ki Humko Yaad Rahe Ki Hamara 2 Step Verification PIN Kya Hai? Whatsapp Humko Ye Message Show Karva Kar ye Yaad Dilata Hai Ki Aapko Aapka 2 Step Verification PIN Yaad hai Ya Nahi, Aap Apna PIN Bhule Na Isliye Kabhi-2 Aisa Message Whatsapp Ki Taraf Se Hamko Show Ho Jaya Karta Hai
Toh Aap Apna 2 Step Verification PIN Ko Yaad Rakhe, Jis Se Aap Apne Whatsapp Account Ko Aasani Se Open Kar Sake.
Also, Read It:-
- Vehicle Number Se Gadi Malik Ka Naam Kaise Pata Kare?
- IRCTC EPay Later Kya Hai Account Kaise Banaye?
- Axis Bank Me Zero Balance Account Kaise Khole?
About The Post:-
Aaj Ke Is Post Me Maine Aapko Ye Bataya Ki Whatsapp Me 2 Step Verification Kya Hai? Whatsapp Me 2 Step Verification Ko Enable/Active Kaise Kare?
Sath Hi Sath Maine Aapko Ye Bhi Bataya Ki 2 Step Verification Se Hum Apne Account Ko Kaise Secure Rakh Sakte Hai, Aap Bhi Apne Account ko Secure Rakhne Ke Liye 2 Step Verification ka Use Kare Aur Ye Janakri Agar Aapko Achi lagi Ho Toh Apne Friends, Relatives Ke Sath Social Media Par Share Kare. I Hope You Like This Post.