Online Electricity Bill Kaise Jama Kare 2023 पूरी जानकारी जाने?

Aaj Ke Is Modern Yug Me Bhi Hum Electricty Bill Ko Jama Karne Ke Liye Line Laga Kar Ghanto Khade Rahte Hai, Kya Aap Uttar Pradesh Me Rahte Hai Aur Apna Bijali Ka Bill Online Jama Karna Chahate Hai, To Aaj Ki Ye Post Aapke Lie Hai.Aaj Ke Time Me Sabhi Electricity Company Ne Online Bill Jama Karne Ki Suvidha Provide Ki Hui Hai, Jis Ki Help Se Aap Inki Official Website Par Jakar Apna Bill Aasani Se Jama Kar Sakte Hai. Aaj Mai Aapko UPPCL ( Uttar Pradesh Power Corporation Of Limited) Ka Online Electricity Bill kaise BhareOnline Electricity Bill Payment Kaise Kare, In Sabki Jankari Duga.

UPPCL क्या है? What is UPPCL in Hindi?

UPPCL ( Uttar Pradesh Power Corporation Of Limited) Ek Electricity Ka Vibhag Hai Jiske Through Hum Apna Bill Payment, Connection Service, Complain Status Aur Energy Saving Etc Suvidha Le Sakte Hai. UP Ke Energy Minister Shrikant Sharma Ji Hai.

online electricity bill kaise jama kare

UPPCL Website से  बिजली का बिल ऑनलाइन कैसे जमा करें?? पूरी जानकारी जाने?

UPPCL Ki Help Se Hum Apna Bijli Ka Bill Aasani Se Jama Kar Sakte Hai, Waise Aaj Kal Hum Paytm, Phone Pe, Mobikwik, Bhim App Aur Google Pay(Tez) Etc Application Se Apna Bill Jama Kar Sakte Hai,

UPPCL Ki Official Website Se Aapko Apne Bill Ki Sari jankari Show Ho jati Hai,Jaise Ki Aapka Kitna Bill Outstanding Matlab Kitna Bill, Kis Month ka Bacha Hua Hai, Aapka Naam JiskeBhi Naam Pe Aapka Bijali Ke Bill ka Connection Hai, Kitna Killo Walt Ka Load Hai, Aapka Home Address Wagara Sari Jankari Aapko UPPCL Ki Website Par Show Hogi.To Aaiye Jante Hai Ki UPPCL Ki Website Se Online Bijali Bill Kaise Jama Kare?

Bill Jama Karne Ke Liye Kuch Steps Ko Follow Kare

STEP-1: Sabse Pahle Aap UPPCL Ki Official Website https://www.uppclonline.com/ Par Jaye.

STEP-2: Uske Baad Aapko UPPCL Ki Website Me Right Side Me Register Ka Option Dikhai Dega, Aapko Us par Click karna Hoga. UPPCL Ki Website Me aapko Online Bill jama karne Ke Liye Registration Karna Padta Hai.uppcl register

STEP-3: Register Ke Option par Click karne Ke Baad Registration Form Open Ho Jaega. Yaha Par Aapko Aapka Account No, Bill No Ya SBM Bill No Ki Details Ko Fillup Karna Hai. Aur Continue Ke Button Par Click Karna Hai.BILL REG

Aaiye jante Hai Account No,Bill No Ya SBM Bill No Kya Hai?

  • Account No:– Aapke Bill Me Aapka Account No Diya Hoga, Aap Apne Bill Me Account No Ko Dakh Sakte Hai.
  • Bill No:- Aapke Bill Me Aapka Bill No Bhi Diya Hoga.

bill ing

  • SBM Bill No:– EK SBM Bill No Hoga Jo Aapke Bill Me Hoga,See it.

sbm bill no

STEP-4: Continue Button Par Click Karte Hi Aapki Sari Details Aapke Samne Aa jaegi. Jaise Aapka Account No, Aapke Name, Address,Etc Aur Ye Sari Details Pahle Se Hi Auto fillup Hogi.bill registration

Aapko Following Fields ko Fillup Karna Hoga.

  • Email: Aapko Apna Email Address Fill karna Hoga.
  • Confirm Email: Aapko Again Email Address Fill karke Confirm karna Hoga
  • Mobile No: Aapko Aapna Mobile No Fill karna Hoga
  • Password: Aapko Apni marji Ka Koi Ek Password Create karna Hoga.
  • Confirm Password: Aapne jo Password Create kiya Hai Ek Bar Again Fill Karke Confirm Karna hoga.
  • Security Question: Yaha Aapko Bahut Sare Security Questions Milege, Unme Se Kisi Ek Security Question Ko Select Karna Hoga.
  • Security Answer: Yaha Aapne Jo Bhi Security Question Ko Select Kiya Hai, Uska Answer Fill karna Hoga.
  • Agree to Register: Agree To Register Checkbox Me Aapko Tick Karna Hoga

Sari Details Fill Karne Ke Baad Aapko Simply Submit Ke Option Par Click Karna Hoga.

STEP-5: Submit Karne ke Baad Aapka Registration Process Complete Ho Gaya hai. Ab Aapko Apna Email Ko Confirm Karna Hoga, UPPCL Ki Taraf Se Aapke Email Par Ek Link Send Kiya Gaya Hoga Aapko Bas Us Link par Click karke Confirm karna Hai.

complete registration

STEP-6: Ab Aapko Apna Gmail Open karna hai, Yaha aapko UPPCL ki Taraf Se Ek Mail Aaya Hoga, Us Mail Ko Open Karege Usme Aapko Click Here To Activate Ke Option par Click karna Hai, Aapka Email Confirm Ho Jaega.

account confirm gmail

STEP-7: Email Confirm karne Ke Baad Aapko Login Karna Hoga. Aapko Login page Show Hoga Waha Par Apna Account No,Password Aur Capcha Code Fill karke Simply Login Ke Option par Click karna Hoga.Login UPPCL

STEP-8: Login Par Click Karte Hi Aap Login Ho jaege, yaha Aapko Ek Message Show Hoga Ki Aapka Email Address Successfully Verified ho Gaya Hai, Ab Aapko Click Here Ke Option Par Click Karna Hoga

email verified

STEP-9: Click Here  Par Click Karte Hi Aap Apne Dashboard Me Aa jaege. Yaha aapko Aapki Sari Details Show Hogi aur Sath hi Sath Aapko Bill Amount, Bill Date, Bill Ki Due Date, Outstanding Etc Sabhi Kuch Aapko Yaha Show hogi.

pay bill online

STEP-10: Ab Aapko Apne Bill ki Payment Karne Ke Liye Bill Information Ki Menu Me jakar Pay Bill ke Option par Click karna hai.

Bill Summary

STEP-11: Yaha Par Aapko Aapke Bill Ki Sari Details Milegi Ki Aapko Kitna Amount Pay Karna hai Bas Aapko Pay Now Ke Button par Simply Click karna Hoga.

pay bill now

STEP-12: Pay Now par Click Karne Ke Baad Aapko Again Ek Menu Open Hogi Yaha Bhi Aap Apni Details Ko Dakh sakte Hai Aur Yaha Aapko Payment Mode Show Hoga. Aapko Jis Bhi Mode Se Payment Karni Hai, Aap Usko Select kar Sakte Hai. Yaha Humne Debit Card Select Kiya Hai, Aur Select Karne Ke Baad Simply Submit Button par Click karege.pay debit card submit

STEP-13: Pay Now Ke Option par Click Karne Ke Baad aapko Again Debit/Credit Card Ko Select karna Hoga Aur Submit Ke Button Par Click karna Hoga.

bill payment submit

STEP-14: Ab Aapko Payment Mode Me Debit Card Ko Select Karke Sari Details Fill Karni Hai, Jaise Card Type, Card Number, Card Holder Name, Expiry, And CVV No Ko Fill Karne Ke Bad Simply Pay Now Ke Button par Click Karna Hai.

payment debit card

STEP-15: Pay Now Botton par Click Karne Ke Baad Aapke Registered Mobile No Par Bank Ki Taraf Se Ek OTP Message Aaega, Aapko Wo OTP Fill Karke Submit Par Click Karna Hai.

otp verify

STEP-16: Submit Button par Click Karne Ke Baad Aapka Bill Successfully Jama Ho Gaya Hai, Aap Chahe To Bill Ko Print Kar Sakte Hai.

Bijli Ka Bill Ko Kaise Print Kare? पूरी जानकारी जाने?

Ab Aapne Successfully Apna Bijli Ka Bill Jama kar Diya Hai, Agar Aap Apne Bill Ko Print Karna Chahte Hai To Aaiye Jante Hai Ki Kaise Aap Apne Bill Ko Print Kar Sakte Hai.

 Bill Ka Print Lene Ke Liye Steps Follow Kare.

  • Bill Ko Print Karne Ke Liye Aapko UPPCL Ki Menu Bar Me Bill Information Me Jake View Bill Ke Option Par Click Kare

Bill information

  • View Bill Ke Option Par Click Karte Hi Aapko Aapke Bill Ki Sari Information Show Hogi, Aap Jis Bhi Bill Ko Download Karna Chahte Hai, Aap Pdf Format Me Us Bill Par Click karke Download Kar Sakte Hai.Ab PDF File Me Aapka Bill Download Ho Chuka Hai, Aap Bill ka Print Aasani Se Le Sakte Hai.

bill print

To Is Tarah Aaj Humne Seekha Ki Online Bijli Ka Bill Aap Kis Tarah Jama kar Sakte Hai, Aap Paytm Phone Pe Etc Appliction Se Bhi Bill Ko Aasani Se Jama Kar Sakte Hai, But Is Procedure Me jo Ki Maine Upar Aapko Bataya Usme, Aapko Aapke Bill Ki Sari Information Show Hoti Hai

Also, Read It:-

UPPCL Ki App Se Online Bill Kaise Jama Kare? पूरी जानकारी जाने?

Aap UPPCL Ki Application Se Bhi Apna Online Bill Aasani Se Jama Kar Sakte Hai, Jo Steps Maine Aapko Upar Bataye Hai Unhi Steps ko Aap UPPCL Ki App Me Bhi Karke Apne Bijli Ke Bill Ko Aasani Se Jama Kar Sakte Hai. UPPCL Ki App Se Bill Jama Karne Ke Liye Kuch Steps Ko Follow Kare.

Step:1 Sabse Pahle Aap UPPCL UP Bijli Bill Naam Ki App Ko Play Store Se Download Kare. Download Karne Ke Liye Yaha Click Kare.uppcl app

Step:2 Aap UPPCL Ki App Ko Open Kare.

Step:3 Ab Aap Apna Account Number Fillup Aur Captcha Code fill Karke View Ke Option Par Click Kare Aapko Aapne Account Ki Sari Information Show Ho jaegi Aur Agar Aap Bill Ki Payment Online Karna Chahte Hai, Toh Jaise Maine Upar Aapko Procedur Bataya Hai Thik Usi Tarah Aap Is App Ke Jariye Apna Bill Aasani Se Pay kar Sakte Hai.view bill

Step:4 Agar Aapko Login Karna Hai Toh 3 Dotted Line Par Click Kare, Aur Yaha Login Ke Option par Click Kare. Aap yaha Par Apni Marji Ke According Jis Option Ko Use karna Chahe Use kar Sakte Hai, Yaha Aapko Aapke Bill Se Related Sabhi Option Milege.uppcl menu

Step:5 Login Karne Ke Liye Account No Aur Password Fillup Kare, Aur Captcha Code Fill karke Login Ke Option par Simply Click Kare.login

Ye Kafi Batter Application Hai, Jo Process Aap UPPCL Ki Website par Jakar Karte Hai, Same Wo Procedure Aap Is App Me Karke Apne Bill Ko Aasani Se Bhar Sakte Hai. I Hope Ki Aap Is Application Se Apne Bijli Ke Bill ko Aasani Se Bhar Sakte Hai.

Kisi Bhi Query Ke Liye Aap Is Number Par Contact Kar Sakte Hai.

query uppcl

Online Electricity Bill Payment Website List In India:-

Aap Apne State Me Provide Ki Jane Wali Electricity Company Ki Website Par Jakar Apna Bijali Ka Bill Online Jama Kar Sakte Hai. Sabhi State Ki  Electricity Company Ki List And Websites Kuch Is Tarah Se Hai.

State DISCOM
Andhra Pradesh – APCPDCL Central Power Distribution Company of Andhra Pradesh Limited
Andhra Pradesh – APEPDCL Eastern Power Distribution Company of Andhra Pradesh Limited
Andhra Pradesh – APNPDCL Northern Power Distribution Company of Andhra Pradesh Limited
Telangana – TSSPDCL Southern Power Distribution Company of Telangana
Arunachal Pradesh Department of Power, Govt of Arunachal Pradesh
Assam – CAEDCL Central Assam Electricity Distribution Company Ltd.
Assam – UAEDCL Upper Assam Electricity Distribution Company Ltd.
Assam – LAEDCL Assam Power Distribution Company Ltd.
Bihar – North Bihar Power Distribution Company Ltd North Bihar Power Distribution Company Ltd
Bihar – South Bihar Power Distribution Company Ltd South Bihar Power Distribution Company Ltd
Chandigarh Electricity Department
Chattisgarh – CSEB Chhattisgarh State Power Distribution Company Limited
Goa Electricity Department
Gujarat – Torrent Power Torrent Power
Gujarat – DGVCL Dakshin Gujarat Vij Company Ltd.
Gujarat – PGVCL Paschim Gujarat Vij Company Ltd.
Gujarat – UGVCL Uttar Gujarat Vij Company Ltd.
Gujarat – MGVCL Madhya Gujarat Vij Company Limited
Haryana – DHBVN Dakshin Haryana Bijli Vitaran Nigam Ltd.
Haryana – UHBVN Uttar Haryana Bijli Vitaran Nigam Ltd.
Himachal Pradesh – HPSEB H.P. State Electricity Board Ltd.
Jammu and Kashmir Jammu & Kashmir State Power Development Corporation Limited
Jharkhand – JSEB Jharkhand State Electricity Board
Karnataka – BESCOM Bangalore Electricity Supply Company Limited
Karnataka – MESCOM Mangalore Electricity Supply Company
Karnataka – HESCOM Hubli Electricity Supply Company
Karnataka – GESCOM Gulbarga Electricity Supply Company
Karnataka – CESCOM Chamundeshwari Electricity Supply Corporation Ltd.
Kerala – KSEB Kerala State Electricity Board
Madhya Pradesh – MPPKVVCL Madhya Pradesh Pashchim Kshetra Vidyut Vitaran Company Ltd.
Madhya Pradesh – MPMKVVCL Madhya Pradesh Madhya Kshetra Vidyut Vitaran Company Ltd.
Madhya Pradesh – MPPKVVCL (Poorv) Madhya Pradesh Poorv Kshetra Vidyut Vitaran Company Ltd.
Maharashtra – MAHADISCOM Maharashtra State Electricity Distribution Co. Ltd
Maharashtra – SPANCO Nagpur Spanco Nagpur Discom
Maharashtra – RELIANCE (RINFRA) Mumbai Reliance Energy
Maharashtra – TATA Power Mumbai Tata Power
Maharashtra – BEST Mumbai BEST
Manipur Electricity Department, Manipur
Meghalaya Meghalaya Energy Corporation Limited
Mizoram – PED PED, Mizoram
Nagaland Electricity Department, Nagaland
National Capital Region – NDPL North Delhi Power Limited
National Capital Region – BSES Delhi BSES Yamuna Power Ltd
National Capital Region – BSES Delhi BSES Rajdhani Power Limited
Orissa – SOUTHCO Southern Electricity Supply Company of Orissa Ltd.
Orissa – UNESCO North Eastern Electricity Supply Company of Orissa Ltd.
Orissa – WESCO Western Electricity Supply Company of Orissa Ltd.
Orissa – CESCO Central Electricity Supply Utility of Orissa Ltd.
Punjab – PSPCL Punjab State Power Corporation Ltd. (link for Patiala, Mohali, GurdasPur, Nangal, Patti, Jaitu, Gidderbaha)
Punjab – PSPCL Punjab State Power Corporation Ltd.
Rajasthan – JVVNL Jaipur Vidyut Vitran Nigam Limited
Rajasthan – AVVNL Ajmer Vidyut Vitran Nigam Limited
Rajasthan Jodhpur Vidyut Vitran Nigam Limited – JDVVNL
Sikkim Energy and Power Department, Sikkim
Tamil Nadu – TANGEDCO Tamilnadu Generation and Distribution Corporation Ltd.
Tripura Tripura State Electricity Corportation
Uttar Pradesh – Torrent Power Ltd. Torrent Power Ltd.
Uttar Pradesh – MVVNL Madhyanchal Vidyut Vitaran Nigam Ltd.
Uttar Pradesh – PVVNL Paschimanchal Vidyut Vitaran Nigam Ltd.
Uttar Pradesh – DVVNL Dakshinanchal Vidyut Vitaran Nigam Ltd.
Uttar Pradesh – KESCO Kanpur Electric Supply Company Ltd.
Uttarakhand – UPCL Uttarakhand Power Corporation Ltd.
West Bengal – CESC CESC Limited
West Bengal – DVC Damodar Valley Corporation

30 thoughts on “Online Electricity Bill Kaise Jama Kare 2023 पूरी जानकारी जाने?”

Leave a Comment