Petrol/Diesel का Rate ऑनलाइन कैसे चेक करे 2022

Petrol Diesel Price Today 2022: India Me Petrol Aur Diesel Ka Rate Roj Hi Gatata Badhta Rahata Hai, Jis Se Hame Bahut Sari Problems Ko Face Karna Padta Hai.Roj Hi Ye Pata Chalta Hai Ki Aaj Petrol Ka Daam Badh Gaya.Aaj Mai Aapko Ye Batane Wala Hu Ki Aap Petrol/Diesel Ke Rate Ko Badhne Se Pahle Hi Kaise Malum Kar Sakte Hai Ki, Akhir Rate Kal Ki Date Me Kya Hoga.Hum Online Ye Aasani Se Pata Laga Sakte Hai Ki Pertrol/Diesel Ke Rate Ko Kaise Check Kare.

Jaisa ki Aap jante Hai Ki Agar Aapko Aaj Ke Petrol/Diesel Ka Rate pata Karna Ho To, Wo Hum kar Sakte Hai, But Agar Aapko Kal Ke Petrol/Diesel Ke Rate Ko pata Karne Hai To, Aap Rat Ke 8:00 Baje Ke Baad Rate Ko Pata Kar Sakte Hai.But Wo Rate Jo Apply Hoge Wo Next Morning Subah 6:00 Baje Ke Baad Hi Apply Hoge.

Petrol/Diesel का Rate ऑनलाइन कैसे चेक करे 2022- Today Petrol Rate 2022

Petrol/Diesel ke price Ko Online Pata Karne Ke Liye Aapko Kuch Steps Follow Karne Hoge.

STEP:-1 Sabse pahle Aap https://www.petroldieselprice.com/ Par jakr Simply Click Kare.

STEP:-2 Website Open karte Hi Aapko, Jis Bhi City Ka Petrol Ka Rate Check Karna Chahate Hai, Aapko Wo City ka Naam, Yaha Fillup Kare Aur Find Ke Button Par Click Kare.

find petrol lucknow

STEP:-3 Find par Click Karte Hi Aapko Us City Ki Petrol/Diesel Ki Sari Rate List Show Ho Jaegi.

lucknow price petrol

STEP:-4 Sath Hi Sath Aapko Petrol Price, Diesel Price, Update Date, Location And Near By Fuel Stations Kitne Hai, Sari Details Bhi Yaha Show Ho Jaegi.

lucknow price

STEP:-5 Aap City Ke According Bhi Petrol/Diesel Ke Rate Ko Aasani Se Cheack Kar Sakte Hai, Yaha Par Aapko City Ki List Mil jaegi.

city Details peteol

STEP:-6 Aap Petrol/Diesel Ke Price Ko Pin Code Ke Jariye Bhi Search Kar Sakte Hai. Bus Aapko Apne Area Ka Pin Code Fill karna Hai Aur Find Ke Option Par Click Karna Hai.

Pin code petrol

STEP:-7 Click  Karne Ke Baad Aapko Aapke Pincode Ke According Sari Petrol/Diesel Ki Rate List Show Ho Jaegi.Yaha Aapko Apke Pin Code Ke Area Ki Details Ke Anusar Petrol/Diesel Ke Rate Show Hoge Aur Sath Hi Sath Location, State, District, No Of Petrol Pum Etc Sari Jankari Aapko Show Ho Jaegi.

Pin code details allahabd

STEP:-8 Aap LPG Cylinder Ka Bhi Rate Check Kar Sakte Hai, Ki Aapki City Me LPG Gas Cylinder Ka Price Akhir Kya Hai.

lpg cylinder

SMS Ke Jariye Petrol/Diesel Ka Rate Kaise Jane?

Jaisa Ki Hum Jante Hai Ki, India Me Fuel Provide Karne Ki 3 Company Hai.
  1. Indian Oil
  2. Bharat Petroleum
  3. Hindustan Petroleum

Indian Oil 

Indian Oil Me Petrol/Diesel Ke Rate Aap Bina Internet Ke jariye Bhi Jan Sakte Hai. Mai Aapko Indian Oil Company Ke Petrol/Diesel Ka Per Day Ka Rate Janane Ke Liye Hum Message Service Ke Jariye Bhi Jan Sakte Hai.

Sabse Pahle Aapko Apne Message Box Me Jana Hai Aur Type Karna Hai RSP Uske Baad Dealer Code Apne Area Ka Type Karna Hai, Dealer Code Aapko Aapke Petrol Pump Par Aasani Se Mil Jaega.Message Type Karne Ke Baad 9224992249 Is No Par Simply Send Karna Hai

Indian Oil– SMS- RSP< Dealer Code >Send To 9224992249


Bharat Petroleum

Bharat Petroleum Me Petrol/Diesel Ke Rate Pata Karne Ke Liye ye Message Type Kare.

Bharat Petroleum– RSP < Dealer Code> Send To 9223112222.

Customer Smart Helpline Number- 1800224344


Hindustan Petroleum

Hindustan Petroleum Me Petrol/Diesel Ke Rate Pata Karne Ke Liye ye Message Type Kare.

Hindustan Petroleum– HPPRICE <Dealer Code> Send To 9222201122


Website Se Petrol/Diesel Ka Rate Kaise Jane?

Aap Petrol/Diesel Ka Rate Website Ke Jariye Bhi Pata Kar Sakte Hai, Har Ek Fuel Company Ki Apni Ek Official Website Hai, Jiske jariye Aapko Per Day Ki Petrol/Diesel Ki Sari Information, News Aasani Se Mil Jaegi.

Mai Aapko Har Ek Website Ke Jariye Petrol/Diesel Kaise Check Kare Wo Batauga.

Indian Oil:- Aap Indian Oil Ki Official Website Par jake Indian Oil Petrol/Diesel Petrol/Diesel Ka Sare Rate Check kar Sakte Hai.

Bharat Petroleum:- Aap Bharat petroleum Ki Official Website Par jake Bharat Petroleum Petrol/Diesel  Petrol/Diesel Ka Sare Rate Check kar Sakte Hai.

Hindustan Petroleum- Aap Hindustan petroleum Ki Official Website Par Jake HP Petrol/Diesel Petrol/Diesel Ka Sare Rate Check kar Sakte Hai


2022 मे Mobile App Se Petrol/Diesel Ka Rate Kaise Jane?

Aaj Ka Daur Mobile Ka Hai, Aaj Hum Har Kaam Mobile Ke Jariye Hi Karte Hai.Aap Apne Android Mobile Ke Jariye Bhi Petrol/Diesel Ke Per Day Ke Rate Ko Aasani Se Jan Sakte Hai

.Mobile App Se Petrol/Diesel ka Rate Check Karne Ke Liye Kuch Steps ko follow kare.

STEP:1 Sabse Pahle Apne Mobile Me Play Store Me Jake Fuel Live App ko Install kare Aur Open kare.

fuel live install

STEP:2 Jaise Hi Aap App Open karege Aapko Welcome To Fuellive ka Message Show Hoga Aapko Simply Continue Ke option Par Click Karna Hai.

STEP:3 Aab Aapko Fuel Ko Check karne ke Liye Kuch Permission Deni Hogi Jaise, Aapko Apna Mobile Ki Location Ko On karna Hoga, Tabhi Aap Petrol/Diesel Ka Rate ko Check kar Paege Permission Ko Dene ke Lie Ok ke Button Par Click Kare.

agree location

STEP:4 Ab Aapke Samne Fuellive Ka Dashboard Aa Jaega, Yaad Rahe Aapko Apni Location On Rakhna Hai Aur Apni City Ko Select karna Hai, Jaise Hi Aap Apni City Ya Phir Current Location Ko Select karege Waise Hi Aapko Aapki City Ke Petrol/Diesel Ke Rate Show Ho Jaege.

select location Dashboard

STEP:5 Nearby Option Me Aap Apne City Ya Area Ke According Apne Nearest Petrol Pump Ki Jankari Pa Sakte Hai.nearby fuel

STEP:6 History Me Aap Sari Petrol/Diesel Ki History Ko Aasani Se Check kar Sakte Hai.

Aap Indian Oil, Bharat Petroleum Aur Hindustan Petroleum Ki Alag-2 App Ke Jariye Bhi Petrol Diesel Ke Rate Ko Aasani Se Check Kar Sakte Hai. Aaiye Janate Hai App Kaun Si Hai?

Indian Oil Ki Application

Aap Is Application Se Particular Indian Oil Ke Petrol/Diesel Ke Rate Ko Check Kar Sakte Hai. Is Fuel@IOC- Indian Oil App Link Par Click Karke Download Kar Sakte Hai.

Bharat Petroleum Ki Application

Aap Is App Ke jariye Bharat Petroleum Ke Sare Petrol/Diesel Ke Rate Ko check Kar Sakte Hai. Is   Smart Drive- Bharat Petroleum App Link Par Click Karke Download Kar Sakte Hai.

Hindustan Petroleum Ki Application

Aap HP ki Is App Ke Jariye Apne Area Ke Sabhi Petrol Pum Ke Petrol/Diesel Ke Rate Ko Aasani Se Pata Kar Sakte Hai, Sirf Aap Is Link My HPCL  Par Click Karke Aap App Ko Install Kar Sakte Hai.

Read Also:-

About The Article:-

Aaj Ke Is Post Me Maine Aapko ye Bataya ki Aap Kis Tarah Se Online Petrol/Diesel Ka Rate Aasani Se pata Kar Sakte Hai, Sath Hi Sath Maine Ye Bhi Bataya ki Aap Online Ya Offline Petrol/Diesel Ke Rate Ko Kaise Apne Ghar Baithe Aasani Se jan Sakte Hai Aur Ye Pata kar Sakte Hai ki Present Time Me Petrol Aur Diesel Ke Kya Rate Aapke City Me Hai Magar Ye Rate Aap Rat 8:00 Baje Ke Bad Hi Dakh Sakte Hai.

Thank You For Reading This Article. Keep Visit Again In Technical Cube

13 thoughts on “Petrol/Diesel का Rate ऑनलाइन कैसे चेक करे 2022”

  1. आपका लेख बहुत अच्छा था, ऐसा लेख पहले कभी नहीं पढ़ा, जब मैंने इसे पढ़ना शुरू किया, तो मैं इस लेख में लीन हो गया, और इसके अलावा, मैंने आपकी वेबसाइट पर और भी कई लेख पढ़े हैं। मैं फिर से कहना चाहता हूं, आपने बहुत अच्छा लिखा, धन्यवाद।

    Reply
  2. भाई मैंने आप के आर्टिकल को देखा तो मैंने भी ब्लॉग बनाया और आप के सहहरे धीरे धीरे मेरे कई ब्लॉग पोस्ट रैंक कर चुके है और आप के सहारे में ब्लॉग्गिंग से २-४ हजार रूपए महीने अभी कमा रहा हु और धीरे धीरे कमाई भी बढ़ रही है आप मेरे ब्लॉग earnkaroge पर जाये और बताये की मई ब्लॉग से अच्छा पैसा कमा सकता हु और आप का बहुत धन्यबाद

    Reply

Leave a Comment