SBI Atm Card Activate 2024: Hii Dosto! Jaisa Ki Aap Janate Hai Ki SBI Apne Sabhi Customers Ko New ATM/Debit Card Provide Kar Rahi Hai, Just Because Point Of Security Purpose. Jiske Through Aapke Ghar Par SBI Ka New ATM Card Bheja Ja Raha Hai, Aise Me Problem Ye hai Ki SBI ATM Card Ko Active Kaise Kare? SBI ATM Card Ko Ya To Aap Bank Me Jakar Activate Karne Ke Liye Request Kar Sakte Hai Ya Phir Aap SBI Internet Banking Ke Through Aasani Se Apne New SBI ATM Card Ko Active Kar Sakte Hai, Ji Haa Aaj Mai Aapko Ye Batane Wala Hu Ki Aap SBI ATM Card Kaise Activate kare, Woh Bhi Apne Ghar Baithe, Bus Kuch Hi Minutes Me To Agar Aap Ye Procedure janana Chahate Hai To Post Ko Read kare.
2024 मे SBI New Atm Card Kaise Activate Kare?
SBI Ka New ATM/Debit Card Ko Activate Karne Ke Liye Kuch Simple Steps Ko Follow kare, Yaha Mai Aapko SBI ATM Card Ko Internet Banking Ke Through Kaise Activate kare Wo Procedure Ko Explain Karne Wala Hu So Follow It.
STEP:1- Sabse Pahle Aap SBI Ki Official Website Par Jaye, IS Button Par Click Kare:-SBI Website
STEP:2- Ab Aap Login Ke Button Par Click Kare.
STEP:3- Continue To Login Option Par Click Karke, Aage Badhe.
STEP:4- Ab Aapke Samne Login Ka Page Show Hoga, Aap Apna Username Aur password Fill Karke Simply Login Ke Button Par Click Kare,
STEP:5- Ab Aapko Upar Ke Side Me e-Services Ka Option Show Hoga, e-Services Ke Option par Click Kare.
STEP:6- Aap ATM Card Services Ke Option Par Jakar Simply Click kare.
STEP:7 Aap New ATM Card Activation Ke Option Par Jakar Click Kare.
STEP:8 Ab Aapki Screen Par New ATM Card Activation Ka Page Open Hoga, Aap Apna Account Number par Jakar Tick kare Aur Enter ATM Card Number Ke Option Me Apna ATM Card Ka Number Fillup Kare, Again Apna ATM Card ka Number Fillup Kare Aur Simply Activate Ke Option par Click kare.
STEP:9 AB Aapko Apne Details Ko Confirm Karna Hoga, Aap Apni Details Ko Ek Bar Check kar Le Aur Confirm Ke Button Par Click kare.
STEP:10 Aapke Registered Mobile Number Par Ek OTP Message Aaya Hoga, Us OTP Message Ko Fillup Kare Aur Confirm Ke Button Par Click kare.
STEP:11 Congress! Aapka ATM Card Successfully Activate Ho Chuka Hai.
Is Procedure Ko Follow Karke Aap Apne ATM Card Ko Aasani Se Ghar Baithe Activate kar Sakte Hai, Ab Aapne Successfully Apna ATM Card ko Activate Kar To Liya Hai But Ab Aapko Apne ATM Card Ke Liye PIN Ko Generate Karna Hoga.
Read More Articles:-
- Axis Bank Me Zero Balance Account Kaise Khole
- SBI Debit Card Online Apply Kaise Kare
- Online SBI Account Transfer Kaise Kare
पोस्ट से संबन्धित सारांश:-
आज के इस पोस्ट मे मैंने आपको बताया कि SBI ATM Card Online Kaise Active kare? how to activate sbi debit card by sms कैसे करे? आइये जाने
SBI ATM कार्ड Active करने से सम्बंधित अगर आपको कोई भी Problem हो तो आप मुझे मेल कर सकते है। मैं जल्दी ही आपकी परेशानी को दूर करने की पूरी कोशिश करुगा।
मैं उम्मीद करता हु की ये आर्टिक्ल आपको पसंद आया होगा, अगर आपको ये आर्टिक्ल पसंद आया तो इसको सोश्ल मीडिया पर अपने दोस्तो के साथ जरूर से शेयर कीजिए, जिस से उनको भी ये जानकारी प्राप्त हो सके।
Hello, Bhai Aapke Blog Pe Guest Posting Ki Facility Hai Kya?
Bro abhi to guest post ki facility nahi hai but kuch hi dino me aap guest post kar payege..blog kuch purana ho jaye toh bro ..aap guest post ke liye supportmeindia.com us par kar sakte hai..
And thanks for visit