SBI Yono में Registration कैसे करे 2024 | घर बैठे ऐसे एक्टिवेट करें

Aaj Technology Itni Jada Badh Chuki Hai Ki Hum Bank Me Jaye Bina Hi Bank Ki Sabhi Services Ka Use kar Sakte hai, Woh Bhi Apne Mobile Se? Agar Aap Janana Chahate hai Ki Mobile Ke Through Internet Banking Ko Kaise Use kare, To Is Article Ko Pura Read kare. Aaj mai Aapko Bataga Ki Aap SBI Anywhere App Ke Through SBI Internet Banking Service Ke Liye Online Registration kaise kare?

SBI anywhere App Online Registration Karne Ke Liye Aapko Bank jane ki jarurat Nahi, Aap Apne Ghar Baithe Online Apne Mobile Phone Se SBI Anywhere App Me Registration Kar Sakte Hai.

State Bank Yono App Registration Process:-

SBI Anywhere App Jab Aap Install Karege, Tab Aaapko SBI Anywhere App Me Registration Process Ke Liye 3 Options Show Hoge, Aaiye Janate Hai Ki Un Sabhi Options Ka Basically Use Kya Hai.

  • Existing Anywhere/INB User:- Agar Aapne Paas SBI Ki Internet Banking Service Hai, Toh Aap Existing Anywhere Me Apna Internet Banking Ka Username Aur Password Fill Karke Aasani Se Login Kar Sakte Hai.
  • Existing Freedom User –Agar Aap SBI Freedom App Ko Pahle Use Kiya Karte The To Aap SBI Freedom App Ki Userid Aur Password Fillup Karke Login Kar Sakte Hai.
  • New User- Agar Aapne Kabhi Bhi SBI Internet Banking And SBI Freedom App ka Use Nahi Kiya Hai Agar Aap New User hai To Aap New User Par Click Karke Apna Registration Kar Sakte Hai, Aur Registration Complete Hone Ke Baad Login Kar Sakte Hai.

SBI Anywhere Personal App में Registration कैसे करेंं?Step By Step Guide.

SBI Anywhere Personal App Me Registration Karne Ke Liye Aap Kuch Simple Steps Ko Follow Kare.

Existing Anywhere/INB Users Registration & Login Kaise Kare? Follow These Steps.

STEP:1 Sabse Pahle Play Store Me Jaye Aur SBI Anywhere Personal App Ko Install Karke Open Kare, Click Here To Install App:-SBI Anywhere Personal

STEP:2  Aapko Yaha Register Me 3 Options Show Hoge, Existing Anywhere, Existing Freedom User And New User.  Sabse Pahle Aap Existing Anywhere Par Click Kare.

STEP:3 Aap Existing Anywhere/INB User Par Click kare.register user

STEP:4 Yaha Aap Apne SBI Internet Banking ka Username Aur Password Fillup Kare Aur Simply Submit Ke Button Par Click Kare.username password

STEP:5 SBI Anywhere Ki Terms And Conditions Par Tick kare Aur Accept Ke Button par Click kare.terms and conditions

STEP:6 Aapke Registered Mobile Number Par Ek OTP Message Aaya Hoga. Aap Apna Username Fill kare Aur OTP Ko Fillup Karke Submit Ke Button par Click kare.submit

STEP:7 Aapka User Activation Successfully Complete Ho Chuka Hai, Ab Aap SBI Anywhere App Me Login Kar Sakte Hai.activation success

SBI Anywhere App Me Login Kaise Kare?

STEP:8 SBI Anywhere App Me Login Karne Ke Liye Aap Apna Username Aur Password Fillup kare Aur Simply Login Ke Button Par Click Kare.login

STEP:9 Ab Aap SBI Anywhere App Me Successfully Login Ho Chuke Hai, Aap Apne SBI Anywhere Dashboard Me Apne SBI Account Ko Aasani Se manage kar Sakte Hai. Yaha Aapko Fund Transfer, UPL, Bill Payment Etc Bahut Sari Facility Milti Hai.dashboard

Existing Freedom Users Registration & Login Kaise Kare? Follow These Steps.

Existing Freedom Users Registration & Login Process Ke Liye Aap Simply In Steps Ko Follow Kare.

STEP:1 Sabse Pahle Aap SBI Anywhere App Ko Open Kare Yaha Aapko Existing Freedom Ka Options Show Hoga Us Par Simply Click Kare.

STEP:2 Ab Aap Apni Userid Aur Mpin Ko Fillup kare, Wohi User Id Aur Mpin Ko Fill Kare Jo Aapki SBI Freedom App Ki Userid Aur Mpin Tha. Userid Aur Mpin Fill Karne Ke Baad Submit Ke Button Par Click kare.

STEP:3 Terms And Condition Ko Accept kare Aur Aapke Registered Mobile Number Par Ek OTP Message Aaya Hoga, Us OTP Ko Fillup kare.

STEP:4 Aapka Registration Successfully Ho Chuka hai Ab Aap Login kar Sakte Hai, Aur SBI Anywhere App Ki Sabhi Services Ko Aasani Se use kar Sakte Hai.

New Users Registration & Login Kaise Kare? Follow These Steps.

New Users Jo Ki Kabhi Internet Banking Aur SBI Freedom App Ko Use Nahi Kiya Hai, Woh Sabhi Users Ko Registration And Login Karne Ke Liye In Simple Steps Ko Follow Karne Padege.

STEP:-1 Sabse Pahle Aap SBI Anywhere App Ko Open Kare, Aur New User Ke Option Me Jaye.new users

STEP:-2 Aap Simply Proceed Ke Button par Click kare.proceed

STEP:-3 Aapke Samne Ek Form Open Hoga, Yaha Aapko Apni Kuch Details Ko Fillup Karna Hoga.registration

  • Account Number:- Apna SBI Ka Account Number Fill Kare.
  • CIF Number:- Apna SBI Ka CIF Number Ko Fill Kare.
  • Branch Code- Apni Branch ka Code Fill Kare.
  • Country- Country Select Kare
  • Required Mobile Number- Apna Mobile Number Fill Kare, Aur Yaad Rahe ki Wohi Mobile Number Fill Kare Jis Mobile Number Ko Aapne Apna Account Open Karte Time Bank Me Diya Tha.
  • Captcha Code:- Captcha Code Fillup Kare.

Sari Details Ko Fillup Karne Ke Baad Simply Submit ke Button par Click kare.

Jaise Hi Aap Submit ke Button par Click karege, Aapko Verify Karne Ke Liye Ek OTP Bank Ki Taraf Se Aayega Aap Us OTP Ko Fill karke Aur Apka Account Successfully Activate Ho Jaega.

SBI me Internet Banking Ko Activate Kaise kare Uske liye Aap Is Article Ko Read kare, Aapko Puri Jankari Mil jaegi.SBI Online Internet Banking Kaise Active Kare

So In Sabhi Procedure Ko Follow Karke Aap Aasani Se SBI anywhere App Me Registration karke Login Kar Sakte Hai Aur SBI Ki Anywhere App Ke jariye Aap Sabhi Services Ko Aasani Se Use kar Sakte Hai.

Facilities Provide In SBI Anywhere Personal App:-

SBI Anywhere App Ke Through Aapko Kya-2 Facility Milti Hai. Aaiye Discuss kare.

  • My Accounts:- Yaha Aap Apne Accounts Se Related Sabhi Services Ko Use Kar Sakte Hai.
  • Fund Transfer:- Aap Aasani Se Fund Transfer Kar Sakte Hai
  • Topup & Recharge:- Aap Topup & Recharge Online Kar Sakte hai.
  • Bill Payments:-Aap Apne Sabhi Bills Ka Payment SBI Anywhere App Ke Through Kar Sakte Hai.
  • Debit Card Services:- ATM/Debit Card Se Related Sabhi Services Ka Use Aap Kar Sakte Hai.
  • Request:- Aap Kisi Bhi Servies Ke Liye Online Bank Ko Request kar Sakte hai.
  • Services:- Bank Ki Sabhi Services Ka Use Mobile Se Kar Sakte Hai.
  • Quick Transfer:- Aap Online Quick Transfer Kar Sakte Hai Means paise Quickly Send/Receive Kar Sakte Hai

Read More Articles:-

पोस्ट से संबन्धित सारांश:-

आज के इस पोस्ट मे मैंने आपको बताया कि SBI Anywhere App me Online Registration Kaise Kare?? sbi anywhere registration online कैसे करे? yono sbi क्या है? yono sbi registration कैसे करे? आइये जाने  

SBI Anywhere Registration से सम्बंधित अगर आपको कोई भी Problem हो तो आप मुझे मेल कर सकते है। मैं जल्दी ही आपकी परेशानी को दूर करने की पूरी कोशिश करुगा।

मैं उम्मीद करता हु की ये आर्टिक्ल आपको  पसंद आया होगा, अगर आपको ये आर्टिक्ल पसंद आया तो इसको सोश्ल मीडिया पर अपने दोस्तो के साथ जरूर से शेयर कीजिए, जिस से उनको भी ये जानकारी प्राप्त हो सके।

इस Article को पढ़ने के लिए धन्यवाद! Technical Cube मे दुबारा Visit करे.

Leave a Comment